Namaskar dosto aaj mai
aap ko Google
Android ke new version jo android
mobile me aane wale hai uske bare me bataunga jiska naam GOOGLE ANDROID 9 PIE
rakha gaya hai
Google android
9 Pie kya hai
? Pixel phone Google Android 9 Pie
kaise install kare ? Android kin phones me
pahle aayega ? ,Android phones me Android
9 Pie kab
tak prapt kar sakenge ? Android 9 Pie ke best new
feature .
Finally
GOOGLE ne apne new Android Version
se parda hata diya
hai . Google Android ke new version ko ab Google Android 9 Pie kaha jayega.
GOOGLE ANDROID 9 PIE kya hai ?
Officially taur par ab Android 9 P ko ab Android 9 Pie kaha jayega . yah ek saral naam hai .jo Operating
Sysytem ko achchhi tarah se upyukt banata hai
.
Android 9
Pie Google ka nauwa bada update hai or yah Android Operating System
ka 16wa version hai . pahli bar 7
march 2018 ko google ne iski announce kiya tha .
Android 9 Pie officially taur par 6 august 2018 ko Pie naam se jaari kiya gaya tha . or yah Google
Pixel device or kuchh Android phone ke liye u plalabdh hai . Lekin feture me sabhi android phones par uplabdh hoga .
Beeta Android Program kya hota hai ?
Google oprating system ka new verion ka feedback janne ke liye
Google Android Beeta program pesh
karta hai . isme android ke preview
version ko utara jata hai
.
Preview version download kar users isme maujud kamiyo
or khamiya google ko report karta hai . yah program chuninda phone brand users hi bhag le sakte hai.
Pixel Phone me Google Android 9 Pie kaise install kare ?
yadi aap ke pass Google Pixel
2XL smart phone hai to android
9 pie aap do se tin deen me
prapt kar sakte hai . yadi aap
ke pass Pixel 2 hai to aapko bhi isi
saptah apne phone par Pie prapt
kar sakenge .
2016 me lounch kiye gaye
phone Pixel or Pixel XL ke upyogkarta
ko ek se
do saptah me Android
9 Pie mil jayega
.
Apne Pixel phone me Wi-Fi
connect kare or berrty charge karne
ke baad Setting App khole or fir
About phone > System update > Check for update > Download kare or Install kare
.aapke phone ko update milega or fir Download hona
shuru hojayega. Or fir Update aapke phone
me Install ho jayega .
kin-kin phones me Android 9 Pie pahle aayega ?
Android 9
pie sabse pahle Google Pixel , Pixel xl ,Pixel 2 , or Pixel 2 xl sath hi
Nokia 7 plus, Oppo R 15 pro, Sony Xperia xz2, Vivo x21ud, Vivo x21 , Oneplus or Shiomi
MI mix 2S par uplabdh hoga .
Smart Phone me Android 9 Pie kab prapt hoga ?
Yadi aap ke aap ke pass Nokia 7 Plus, Nokia 6.1 or Nokia 8 Sirocco hai
In tino phone me Android 9 Pie
jald hi dekhne ki ummid hai . shayad ab se ek se do mahine me yah dikh jayega .
Yadi aap ke pass Oneplus 6 hai
Officially
taur par google ka kahna hai ki november
ke ant tak Android 9 Pie
Oneplus 6 phone par aana chahiye lekin ham ummid karte hai ki yah jald
hi aa jayega .
Yadi aap ke pass Samsung Smart phone hai ?
yadi aap ke Samsung
Smart phone hai to yah update aap ko jald milne wala hai .
Samsung aam taur par New Android Version update
ko sabse teji se apne customer tak pahuchata hai
.
SAMSUNG
upbhoktayo ko Android ka new version is saal ke ant tak milne ki ummid hai .
OPPO,VIVO or SONY Phone me Android 9 pie kab tak mil sakega –
OPPO or VIVO phones jo bharat me
uplabdh hai in phono me Android 9 Pie DECEMBER tak milne ki ummid hai .
SONY ke bhi sabhi phones me Android 9
Pie ka new version DECEMBER tak aane ki ummid hai
.
Android 9 Pie ke Best Feature
Google
apne Android ke
sabhi version ke Feature me kuchh badlav jarur karta hai. Notification me chhote lekin upyogi
parivartan kiye gaye hai Android 9
Pie Best Feature nimn hai -
Android 9 Pie Smart Feature or shortcut se bhara hua hai . jab aap kisi aise vyakti ko phone
karte hai jo phone ka jawab nahi deta hai to phone app ke nichle hisse me ek
Alart dikhayi dega jo yah puchhega ki kya aap us vyakti ko sandesh bhejna chahate
hai jise aapne abhi phone kiya tha .
Ise tap kare
or aapko kuchh sujhaye gaye pratikiryao ke sath sath ek field ke sath ek nayi
sandesh screen par le jayega jaha aap us vyakti ko apna vyaktigat sandesh type
kar sakta hai . jise aapne abhi phone kiya tha .
jo bhi aap chahte hai use chune ya type kare,
paper airplane icon tap kare or aapka sandesh app kholne ke bina massage
bheja ja jayega . kuchh or pramukh Feature jo nimn hai ---
1 Jab aap sidhe
kisi chevtani se kisi sandesh ye EMAIL ka jawab dete hai to aapko samanya
Typing field ke alawa chunne ke liye teen option milenge .
2. Background me
chal rahe kisi App ke liye notification par tape kare or aapko ise band karne
ka vikalp mil jayega .
3. Screen short
notification par tap kare or aapko photo kholne ke bina is edit ya share kar
sakte hai .
4. Yadi aap lagatar
kisi nishchit prakar ki notification ko hatana chahate hai to Android 9 Pie
puchhega ki kya aap unhe dikhana band karna chahate hai .
5. Android 9 Pie ke
parivartan me kuchh aise hai jinhe aap pahle notice nahi karenge . sabse badi
Adaptive Bettry hai . yah difoult rup se chalu hai lekin ise khojne ke liye
setting App me bettry tab par jaye or Adaptive Bettry chune .
Andar aapko ek Adaptive
bettry switch ka upyog milega jo un apps ke liye bettry simit karega jinhe aap
aksar upyog nahi karte hai .
6. Android 9 Pie
aapko galti se vyavhar karne ke liye chetavni dekar or aap ko apmanjank app
band karne ka vikalp dekar ek kadam aage le jata hai .
7. Bettry 25% tak pahuchne ke bad aapke phone ko kitine der tak chalne ki ummid hai
yah antaral update bhi aapko pradan
karega